Kash kuch lamhe bas u hi tham jaate, kash hum bhi unme bas u hi gum jaate…

Kash kabhi koi na jagata un sapno se, kash u hi hum apno ke karib reh paate…

Kash un yaadon ko band kar paate Dil ke kone main, kash bas hum bhi unka ek aks ban reh jaate…

Kash koi alag si hoti ek duniya , kaash hum bhi bas unhi main hi mil jaate…


Leave a Reply

Create your own website, free on WordPress.com.Create your own website.
Start free